jaisa ki hum sabhi ko pta hai ki instagram din pratidinapne search me badlav aur improvement kar raha hai aur ab to search result me hi apko sare photos aur vidieos mil jayenge,company ke anusarsearch me bahot sare changing kiye ja rahe hai jo ki development page me hai .
company ne yah bhi bataya hai ki yah fearure jaldi hi jari kar diya jayega instagram ne yah bhi bataya hai ki instagram par search ko aur easy bna banane ke liye degine improvement bhi kar rahi hai
ane wale time me instagram search result me hi vedios aur photos dikhne lagege iske bavjude search me aur bhi language support diya jayega
iske feature ke bare me bat kare to instagram ke search result me top , account , audio , tags aur place ki categeries hai aur jald hi naya experience dene ki kosis ki jayegi
instagram ne yah bhi bataya ki company search result me bhi improvement kar rahi hai for example agar aap instagram search me space likhkar search karte hai to apko space se link sare vedios mil jayege .
instagram ke anusar nya feature apke liye tab profitfull hoga jab user ke pas search karne ke ke liye username ya hastag nahi hai . aap chahe koi bhi topic search kare result pahle se behtar milenge .
iske alava instagram ne apne blogpost me screenshot bhi lagaye jaha aap dekh sakte hai ki search bar me space likh kar search karne par resultmil jayega .
yah bhi suchna mili hai ki ye feature users ke liye jald hi jari kar diya jayega iske alava company search me adhik bhasao ko support karegi taki log apni - apni bhasa me instagrm par search kar sake . iske atirikt company keyworld search ko bhi badhava de rahi hai .
0 Comments